ad

Ilzaam Song Lyrics - Badshah | 3:00 AM Sessions | Aditya Dev

Ilzaam Song Lyrics is a rap song released by Badshah. This song is from his 3: am Session series. This song was written during lockdown. The song is about how he is falsely accused and blamed. how haters tried to put him down and how he got up because of the encouragement from audience. This track addresses many things, even the recent palagrism charges. Badshah conveyed his message at the end of track that he will keep doing his work.

Ilzaam Song Details:

Song: Ilzaam
Singer:Badshah
Lyrics: Badshah
Mix and Mastered: Aditya Dev

Ilzaam Song Lyrics - Badshah | 3:00 AM Sessions | Aditya Dev
Ilzaam Song Lyrics

Ilzaam Song Lyrics - Badshah

Kal tak sabka tha main pyaara
Aaj chor ban gaya
Gaana hit fir bhi inke liye
Shor ban gaya

Gande rap karne wala sellout whore ban gaya
Sahi band hota tha par
Ab kuch aur ban gaya

Bhai paise wala hai
Saare paid views hain
Badshah ne di donation
Hat fake news hai
24 ghante rehta high
Ek number ka nashedi
Stage pe chadne se pehle
Peeta Grey Goose hai

Saare culture ki maa bhen
ek kar daali
Folk gaana sample karke
Mistake kar daali
Isse acha to wo
Doosra singer hota tha
Isne to bhai saari hadein
Break kar daali

Inko nazron mein
Mera har ek gaana pit ta hai
L*de jaisi shakal hai
Gende jaisa dikhta hai
Music copy karta hai
Fuddu rap likhta hai
10 saal industry mein
Aise koi kaise tikta hai
Mujhe samjhao

Karta raha hun jo bhi mera kaam hai
Badnaam hun kyonki mera naam hai
Ye jaal bichaya sare aam hai
Aaj mujh par lage ilzaam hai

Karta ja raha hoon jo bhi mera kaam hai
Badnaam hoon kyonki mera naam hai
Ye jaal bichaya sare aam hai
Aaj mujh par lage ilzaam hai

Ab baat kuch aise YouTube channelon ki
Jinko mujhse zyada hi dikkat ho rakhi hai
Inko mooh lagne ka koi fayda na laga mujhe
Isiliye inki itni himmat ho rakhi hai
Facts jaane bina gali pe gali wah

Badshah toh ek dum jali hai jali wah
Gaane flop hain fir bhi sari jagah No. 1
Is baat pe to banti hai tali wah
Upar khali kya, ya fir goon hai
Ya bas paison ke liye khulta ye mooh hai

Chor main nahi
chor tu hai
Tere mooh aur kaam dono pe hi thoo hai
Naam kamaaya kyonki kari maine mehnat
Aaj jo bhi hun main upar wale ki hai rehmat
Chehre pe hansi hai dil mein dard hain hazaar
Marke bhi mazaa degi tumhe meri mazaar

Karta ja raha hun jo bhi mera kaam hai
Badnam hoon kyonki mera naam hai
Ye jaal bichaya sare aam hai
Aaj mujh par lage ilzaam hai
Karta ja raha hun jo bhi mera kaam hai
Badnam hoon kyonki mera naam hai
Ye jaal bichaya sare aam hai
Aaj mujh par lage ilzaam hai



Watch Video

Post a Comment

0 Comments