ad

Sanam Aa Gaya Song Lyrics | Payal Dev | Stebin Ben | Kunaal Vermaa | Rubina Dilaik, Abhinav Shukla

Sanam Aa Gaya Song Lyrics: This song is sung by Payal Dev and Stebin Ben, while lyrics are penned down by Kunaal Vermaa. Music of this song is composed by Payal Dev. Actress Rubina Dilaik and actor Abhinav Shukla are featured in this song. This song is released by DRJ Records.


Sanam Aa Gaya Song Details:

Song: Sanam Aa Gaya
Singer: Payal Dev, Stebin Ben
Music: Payal Dev
Lyrics: Kunaal Vermaa
Featuring: Rubina Dilaik, Abhinav Shukla
Label: DRJ Records


Sanam Aa Gaya Song Lyrics | Payal Dev | Stebin Ben | Kunaal Vermaa | Rubina Dilaik, Abhinav Shukla
Sanam Aa Gaya


Sanam Aa Gaya Song Lyrics


Kya kahe hum tumhe
Kitne betaab hai
Aa rahe ab nazar
Aap hi aap hai

Jin nigahon mein kal
Neend bhi thi nahi
Aaj un aankhon mein
Khwaab hi khwaab hai

Aake teri baahon mein
Har dard muskura gaya

Chahat ka mausam aa gaya
Tu dar pe jo sanam aa gaya
Chahat ka mausam aa gaya
Tu dar pe jo sanam aa gaya

Paas aa gaye hai tere
Door na raha gaya
Chahat ka mausam aa gaya
Tu dar pe jo sanam aa gaya

Isi shaam ka hamein
Kab se intezaar tha
Fasalon mein kam nahi
Hua mera pyaar tha

Dil se chahe puchh ke
Dekh lena baat yeh
Humein malum tha
Humein aitbaar tha

Pass aa gaye hai dono
Door na raha gaya
Chahat ka mausam aa gaya
Tu dar pe jo sanam aa gaya




Watch Video

Post a Comment

0 Comments