ad

Mohobatein Song Lyrics | KRS | Seerat Bajwa | Faiz Ali

Mohobatein Song Lyrics: This song is sung by Krishna Sharma, while music is composed by Offshore. Lyrics of this song are penned down by Sahib. Actor Faiz Ali and actress Seerat Bajwa are featured in this song. This song is released by White Hill Beats.


Mohobatein Song Details:

Song: Mohobatein
Singer: KRS (Krishna Sharma)
Music: Offshore
Lyrics: Sahib
Starring: Faiz Ali & Seerat Bajwa
Label: White Hill Beats


Mohobatein Song Lyrics | KRS | Seerat Bajwa | Faiz Ali
Mohobatein


Mohobatein Song Lyrics


Ishq mein kaha kisi ko
Mili hain Mohobatein
Sadiyon se dil walo ke
Dil toot te hi aaye hain

Suna kisi shayar se
Padha hai kitaabon mein
Ye jag wale aashiqon ko
Loot te hi aaye hain

Tamanna thi tere saath
Zindagi bitaayenge
Kaha aa ke saath choda
Teri meri taqdeeron ne

Bas yehi soch kar yara hum
Tumko bhool jaenge
Tujhe likha hi nahi khuda ne
Mere haatho ki lakeeron mein

Yehi soch kar yara hum
Tumko bhool jaenge
Tujhe likha hi nahi khuda ne
Mere haatho ki lakeeron mein

Jis ka na ho milna yaara
Ik dujhe ke naseeb mein
Haan kuch waqt ke liye woh
Usi se milaaye kyu

Aisa toh suna nahi tha
Khuda tere baare mein
Mohabbat ki ott mein
Do dilon ko jalaye kyu

Saans bhi haan ik na ik din
Saath chod jaati hai
Mera tere baad saath diya
Teri tasveeron ne

Bas yehi soch kar yara hum
Tumko bhool jaenge
Tujhe likha hi nahi khuda ne
Mere haatho ki lakeeron mein

Yehi soch kar yara hum
tumko bhool jaenge
Tujhe likha hi nahi khuda ne
mere haatho ki lakeeron mein

Khwaabon ko jla ke mere
Jalti kisi aag mein
Haan mere baad yaara tum
Ho jana kisi aur ke

Haan jitni mohabbat tujhse
Mili yara sahib ko
Mumkin nhi hai ke ab
Mile kisi aur se

Sune na kisi ki bhi woh
Ro ro chahe mar jao
Usne baand ke rakha hua hai
Ishq ko zanjeero mein

Bas yehi soch kar yara hum
Tumko bhool jaenge
Tujhe likha hi nahi khuda ne
Mere haatho ki lakeeron mein

Yehi soch kar yara hum
Tumko bhool jaenge
Tujhe likha hi nahi khuda ne
Mere haatho ki lakeeron mein




Watch Video

Post a Comment

0 Comments